UTI PAN card document Kaise upload Karen mobile phone part 3

 UTI PAN card document Kaise upload Karen mobile phone part 3


Jay Devi mai mai aap log ka Swagat hai mera naam hai Rajendra Kumar aaj aap log ko bataenge PAN card ka document upload kaise karen PAN card ka document upload karne ke liye PSA portal per login karna hoga Jiske pass UTI PSA portal ka id password Nahin Hai Mujhe contact Karke Le sakta hai login karne ke bad sabse upar Bayan side mein usko click Karega vahan per click Karte Kafi Sara option dikhega usmein se ek option Aisa Hoga Ki likha Hoga PAN card document upload auto document


upload karne ke liye to use per click karna hoga use per click kar jaega Ek dusra Kaise khulega Uske uske andar PAN card ka file upload karna hoga sikhane Jara upload karna hoga photo upload karna hoga aap PAN card ke liye apply kiye Honge to aap pass file Hoga hi photo Bhi Hoga signature Bhi Hoga photo signature ka size Kaise banaen aap log Nahin Jante Hain To Mere bhi side menu bar Mein click Karke vahan per likha Hoga UTI photo crop use click Karke aap photo crop kar sakte hain Sabhi chij upload Karke sahmat per click Karega aapka document upload ho jaega Jyada Jankari ke liye Ham Sabhi post Mein video dete Aaye Hain ismein bhi Ham video Denge aap video bhi Dekhkar samajh lijiyega

Post a Comment

Previous Post Next Post