Old pension birdha pension vidhva
pension Sabhi pension ke liye yahan se Karen KYC Nahin to aapko Nahin Milega pension Apne Gaon kasbe Shahar wale logon ka sabhi ka Karen KYC Garib asahay logon ka Karen madad KYC karne ka kya hai prakriya kaise hoga KYC Jaane free detail KYC karne ke liye kya karna hoga aapko Kis Tarah Se Hoga KYC yah KYC Nahin Karogi To Kya Hoga aur KYC Karte Ho To Kya Hoga Sabhi Baat Ham aapko bataenge Jo KYC Nahin karata Hai Uska pension Aana Band Ho Jaega aur KYC Jo kara leta hai uska pension Aata Rahega birdha pension vidhva pension old pension Sabhi pension ke liye KYC Karana jaruri hai KYC karane ka Aasan Tarika hai jaise ki aap log common service center chalate Ho Jaise Ki CSC center to aap log ke liye bahut jaruri hai Taki aap log Sahay logon ka madad Karke Paisa bhi Kama sakte ho aur vah log ka kam bhi ho jaega Jyada Baat Na karte hue Ham aapko batate Hain KYC Kis Tarah Se Hoga KYC karne ke liye aap log ko is link per click karna hoga https://sspy-up.gov.in/HindiPages/index_h.aspx
Is link per click Karoge To Kuchh alag type ka dashboard dikhega vahan per Sabhi chij bariki se bataya Gaya Hai jaise ki aap old pension vridha pension Divyang pension sabhi ka option diya hai aap Jiska KYC karna hai use per click karna hoga use per click karte ho to vahan per apply ka bhi option Dega login ka bhi option Dega to aap log ko KYC karna hai to aap log ko login karna hoga aur KYC karne ke liye Jaruri detail aapke pass registration number Hona chahie aur bank passbook Aadhar Card register mobile number yah teen chij jaruri hai KYC ke liye ab aap log ine per click Karoge vahan per registration number daloge account number daloge aur login kar loge login karne ke bad simple Sa process hai usko aapko follow karna vahan ka Aadhar verify ka option Hoga use per click karna hoga aur KYC ho jaega